jo bewafai na ki hoti waqt ne.....






Jo ansu na hote annkho mein
To aankhe itni khoobsurat na hoti
jo dard na hota dil mein
To khushi ki kimat pata na hoti
jo bewafai na ki hoti waqt ne
To wafa ki kabhi chahat na hoti
Agar maangne se puri ho jaati muraadein
To uss khuda ki kabhi Zaruratt na hoti !!!